Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

talash-e-zat

Asha Parbhat

talash-e-zat

Asha Parbhat

MORE BYAsha Parbhat

    apne āñgan meñ

    maiñ ne lagāyā thā

    cactus ek paudā

    us ke tez tund kāñTe

    mere dāman se ulajh ga.e

    phaTe āñchal se tan ko

    Dhāñktī maiñ

    apne aap ko DhūñDhtī phir rahī huuñ

    apne aangan mein

    main ne lagaya tha

    cactus ka ek pauda

    us ke tez tund kanTe

    mere daman se ulajh gae

    phaTe aanchal se tan ko

    Dhankti main

    apne aap ko DhunDhti phir rahi hun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now