talash
vo chhuTTī kī ghanTī
vo kamzor kāñdhe pe
bhārī sā basta
vo ma.asūm chehra
vo masrūf rasta
so maiñ chauñk uThā
ā.īne ne bahut ġhaur se mujh ko dekhā
merā ham-zād hai tujh se parda hī kyā
aaj phir yaad apnī mujhe
kitnī shiddat se taḌpā ga.ī
wo chhuTTi ki ghanTi
wo kamzor kandhe pe
bhaari sa basta
wo masum chehra
wo masruf rasta
so main chaunk uTha
aaine ne bahut ghaur se mujh ko dekha
mera ham-zad hai tujh se parda hi kya
aaj phir yaad apni mujhe
kitni shiddat se taDpa gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.