tang galiyan
saañs le luuñ jo kabhī jī bhar ke
to kandhe chhil jaate haiñ dīvāroñ se
umr kī tang galiyoñ meñ
sañbhal sañbhal ke chaltā huuñ
āñkhoñ se phisal kar
ab gale se laTkā
chhoTā sā ek ḳhvāb merā
gudgudātā hai mujh ko
mere kandhe chhilte rahte haiñ
sans le lun jo kabhi ji bhar ke
to kandhe chhil jate hain diwaron se
umr ki tang galiyon mein
sanbhal sanbhal ke chalta hun
aankhon se phisal kar
ab gale se laTka
chhoTa sa ek KHwab mera
gudgudata hai mujh ko
mere kandhe chhilte rahte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.