tarkhan
kursī meñ niklī huī
kiil kī tarah
siyāsat-dān mujhe chubhte haiñ
jab aur jahāñ
nazar aate haiñ
Thoñk detā huuñ unheñ
apne hathauḌe se
un ke haq meñ yā ḳhilāf
dalā.el ko tole baġhair
tarkhān kī dukān meñ
tarāzū kā kyā kaam
kursi mein nikli hui
kil ki tarah
siyasat-dan mujhe chubhte hain
jab aur jahan
nazar aate hain
Thonk deta hun unhen
apne hathauDe se
un ke haq mein ya KHilaf
dalael ko tole baghair
tarkhan ki dukan mein
taraazu ka kya kaam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.