teri aawaz ki lau
ek āvāz kī lau mujh meñ jalātī hai charāġh
aur charāġhoñ ke qarīñ vajd meñ sāñsoñ kī dhamāl
'arsa-e-kun-fayakūñ raqs meñ samjhātī hai
ḳhaak aur ḳhuun ko tahzīb meñ le aatī hai
terī āvāz kī lau
bas tirī āvāz kī lau
ek aawaz ki lau mujh mein jalati hai charagh
aur charaghon ke qarin wajd mein sanson ki dhamal
'arsa-e-kun-fayakun raqs mein samjhati hai
KHak aur KHun ko tahzib mein le aati hai
teri aawaz ki lau
bas teri aawaz ki lau
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.