teri taswir
terī tasvīr
ai mere hamdam
maiñ ne jab bhī bāġhaur dekhī hai
yuuñ lagā hai ki
terī āñkhoñ meñ
donoñ aalam kā pyaar aa chhalkā
terī zulfoñ kī
narm chhāñv meñ
zindagī kī bahār aa Thahrī
terī tasvīr
ai mere hamdam
mere ḳhvāboñ kī vo hasīñ duniyā jis ko dekhūñ
to dekhtā hī rahūñ
kaise vāpas karūñ
tirī tasvīr
teri taswir
ai mere hamdam
main ne jab bhi baghaur dekhi hai
yun laga hai ki
teri aankhon mein
donon aalam ka pyar aa chhalka
teri zulfon ki
narm chhanw mein
zindagi ki bahaar aa Thahri
teri taswir
ai mere hamdam
mere KHwabon ki wo hasin duniya jis ko dekhun
to dekhta hi rahun
kaise wapas karun
teri taswir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.