teri taswir
terī tasvīr to
DhūñDe se mujhe mil na sakī haañ
tere ḳhat the mere paas amānat kī tarah
ek gumnām sī ḳhāmosh mohabbat kī tarah
aaj kī raat
merī jaan vo paanī barsā
chhat Tapakte hī
tire haath kī ik ik tahrīr
luqma-e-āb huī
zindagī ḳhvāb huī
teri taswir to
DhunDe se mujhe mil na saki han
tere KHat the mere pas amanat ki tarah
ek gumnam si KHamosh mohabbat ki tarah
aaj ki raat
meri jaan wo pani barsa
chhat Tapakte hi
tere hath ki ek ek tahrir
luqma-e-ab hui
zindagi KHwab hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.