thakan
iztirāb āñkhoñ meñ
siine meñ tez dhaḌkan
hāthoñ meñ kapkapāhaT
a.asāb meñ tashannuj
uljhan sī ho rahī hai
ye kaisī zindagī hai
kisī faisle pe pahuñchūñ
to sukūñ se niiñd aa.e
koī faisla bhī karnā
kahāñ iḳhtiyār meñ hai
yahī soch kar to merī
niiñd uḌ ga.ī hai
iztirab aankhon mein
sine mein tez dhaDkan
hathon mein kapkapahaT
aasab mein tashannuj
uljhan si ho rahi hai
ye kaisi zindagi hai
kisi faisle pe pahunchun
to sukun se nind aae
koi faisla bhi karna
kahan iKHtiyar mein hai
yahi soch kar to meri
nind uD gai hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.