tere jaane ke baad
birhan
vaqt ke
gesuoñ kā saaya
pesh aatā hai
be-anjām kahānī kī tarah
jo fankār kā qalam
maḳhsūs hāshiye par
TūTne kā alamiya Thahrī
aur
zaḳhm-ḳhurda kitāb
aurāq se lipaT kar
ro paḌtī hai
kirdār kā lahū
tire jaane ke ba.ad
birhan
waqt ke
gesuon ka saya
pesh aata hai
be-anjam kahani ki tarah
jo fankar ka qalam
maKHsus hashiye par
TuTne ka alamiya Thahri
aur
zaKHm-KHurda kitab
auraq se lipaT kar
ro paDti hai
kirdar ka lahu
tere jaane ke baad
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.