teri taswir kahti hai
tirī tasvīr kahtī hai
mujhe tum ġhaur se dekho
mirī āñkhoñ meñ jhāñko tum
mirī zulfoñ se uljho tum
taqāze ruuh ke apne
taqāze jism ke apne
karo puure ijāzat hai
magar tum ko ijāzat ye
faqat ḳhvāboñ kī had tak hai
teri taswir kahti hai
mujhe tum ghaur se dekho
meri aankhon mein jhanko tum
meri zulfon se uljho tum
taqaze ruh ke apne
taqaze jism ke apne
karo pure ijazat hai
magar tum ko ijazat ye
faqat KHwabon ki had tak hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.