Tuition
chuntī huuñ maiñ lamha lamha
sāhil se tābinda motī
aur bāġhoñ se phuul
motī aur phūloñ kī jab pāzeb banā kar pahnūñgī
chaḌhtā sūraj vajd meñ aa ke merī eḌī chūmegā
aur samundar shaam kināre pyaas kā dāman kholegā
chunti hun main lamha lamha
sahil se tabinda moti
aur baghon se phul
moti aur phulon ki jab pazeb bana kar pahnungi
chaDhta suraj wajd mein aa ke meri eDi chumega
aur samundar sham kinare pyas ka daman kholega
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.