Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tum apni aankhon ka KHayal rakhna

Hariom

tum apni aankhon ka KHayal rakhna

Hariom

MORE BYHariom

    ham ne apne dil kashtī

    tumhārī āñkhoñ nadī meñ

    utaar hai

    dekhnā ab sab tūfān uThā.eñge

    shor machā.eñge

    majdhār lahroñ par

    sāhil se chillā.eñge

    hamāre Dūbne bharsak duā kareñge

    kaash koī unheñ samjhā.e

    ki is kashtī koī kināra nahīñ

    ise to Dūbnā hai

    tumhāre dil tak pahuñchne ke liye

    ham ne apne dil kashtī

    tumhārī āñkhoñ nadī meñ utaar hai

    tum apnī āñkhoñ ḳhayāl rakhnā

    hum ne apne dil ki kashti

    tumhaari aankhon ki nadi mein

    utar di hai

    dekhna ab sab tufan uThaenge

    shor machaenge

    majdhaar ki lahron par

    sahil se chillaenge

    hamare Dubne ki bharsak dua karenge

    kash koi unhen samjhae

    ki is kashti ka koi kinara nahin

    ise to Dubna hi hai

    tumhaare dil tak pahunchne ke liye

    hum ne apne dil ki kashti

    tumhaari aankhon ki nadi mein utar di hai

    tum apni aankhon ka KHayal rakhna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now