tum KHubsurat ho
tum
ḳhūbsūrat ho
tum se ziyāda ḳhūbsūrat haiñ
tumhāre ḳhvāb
ḳhvāboñ se ziyāda ḳhūbsūrat hai
tumhārā dil
tum
jab bhī logoñ ko
dikhā.ī detī ho
vo lapakte haiñ
tumhāre badan kī taraf
mujhe tumhāre dil ke sivā
kuchh dikhā.ī nahīñ detā
tum
KHubsurat ho
tum se ziyaada KHubsurat hain
tumhaare KHwab
KHwabon se ziyaada KHubsurat hai
tumhaara dil
tum
jab bhi logon ko
dikhai deti ho
wo lapakte hain
tumhaare badan ki taraf
mujhe tumhaare dil ke siwa
kuchh dikhai nahin deta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.