tum magar na aae
chaTak ga.e haiñ ġhunche
khil ga.e haiñ gul
bhauñre mañDlā.e hue
phūloñ se kartī hai sabā aTkheliyāñ
dil bāġhbāñ kā hai baaġh baaġh
tum magar na aa.e tum magar na aa.e
pyāsā hai man
jal rahā hai tan-badan
kalī ummīd kī murjhā rahī hai ab to
bin piye barsāt jā rahī ab to
ho ho ke āhaTeñ ho ga.iiñ band
pyāsā hai man jal rahā hai tan-badan
tum magar na aa.e tum magar na aa.e
chaTak gae hain ghunche
khil gae hain gul
bhaunre manDlae hue
phulon se karti hai saba aTkheliyan
dil baghban ka hai bagh bagh
tum magar na aae tum magar na aae
pyasa hai man
jal raha hai tan-badan
kali ummid ki murjha rahi hai ab to
bin piye barsat ja rahi ab to
ho ho ke aahaTen ho gain band
pyasa hai man jal raha hai tan-badan
tum magar na aae tum magar na aae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.