tum naraaz jo ho
kāġhaz gum haiñ aur kitābeñ
almārī meñ gum-sum haiñ
manzar mub.ham mub.ham se haiñ
socheñ guttham-gutthā haiñ
T v par kuchh shakleñ-vakleñ
shor-sharāba jaarī hai
likhne baiThā huuñ kuchh lekin
kuchh bhī nahīñ hai likhne ko
tum nārāz jo ho
kaghaz gum hain aur kitaben
almari mein gum-sum hain
manzar mubham mubham se hain
sochen guttham-guttha hain
T w par kuchh shaklen-waklen
shor-sharaba jari hai
likhne baiTha hun kuchh lekin
kuchh bhi nahin hai likhne ko
tum naraaz jo ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.