tumhaare lab pe thi main bhi
ye āñkheñ mehrbāñ thiiñ
ham-nafas hamdard apnī thiiñ
magar ab in se koī ajnabī sī aañch aatī hai
mujhe ye to nahīñ ma.alūm kaise aag bhaḌkī hai
jalā kyā hai
bachā kyā hai
magar itnā to batlā do
tumhāre rākh-dāñ meñ adh-piye cigarette haiñ yā maiñ huuñ
ye aankhen mehrban thin
ham-nafas hamdard apni thin
magar ab in se koi ajnabi si aanch aati hai
mujhe ye to nahin malum kaise aag bhaDki hai
jala kya hai
bacha kya hai
magar itna to batla do
tumhaare rakh-dan mein adh-piye cigarette hain ya main hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.