tumhein milne main aaunga
tirī pyāsī nigāheñ chuum kar dil se lagā.ūñgā
tire āñchal ke saare ḳhvāb palkoñ par sajā.ūñgā
december kī vo dhuñdlā.ī sub.h tere liye hogī
tirī ḳhātir maiñ ā.ūñgā
sabhī dhuñdlā.ī sub.hoñ ne
sabhī murjhā.ī shāmoñ ne
mirī āñkhoñ meñ jalte aas ke sho.ale bujhā.e haiñ
lahū-rang āñsuoñ ke diip palkoñ par sajā.e haiñ
teri pyasi nigahen chum kar dil se lagaunga
tere aanchal ke sare KHwab palkon par sajaunga
december ki wo dhundlai subh tere liye hogi
teri KHatir main aaunga
sabhi dhundlai subhon ne
sabhi murjhai shamon ne
meri aankhon mein jalte aas ke shoale bujhae hain
lahu-rang aansuon ke dip palkon par sajae hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.