udas ho jata hun
mere ġham meñ sharīk hone
aur mujhe dilāsa dene ko
ka.ī dinoñ se mire azīz-o-āshnā
chale aate haiñ
vo gulū-gīr āvāzoñ aur bhīgī palkoñ se
apne ġham kā jab iz.hār karte haiñ to
maiñ bhī chehre par
ik mukhauTā chaḌhā letā huuñ
un kī dil-jūī kī ḳhātir lamha-bhar ko
udaas ho jaatā huuñ
mere gham mein sharik hone
aur mujhe dilasa dene ko
kai dinon se mere aziz-o-ashna
chale aate hain
wo gulu-gir aawazon aur bhigi palkon se
apne gham ka jab izhaar karte hain to
main bhi chehre par
ek mukhauTa chaDha leta hun
un ki dil-jui ki KHatir lamha-bhar ko
udas ho jata hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.