udas lamhon mein
sitāre jis tarah bujhte haiñ
chāñd rātoñ meñ
havā.eñ jaise guzartī haiñ sarsarātī huī
charāġh-e-āḳhir-e-shab jaise TimTimātā hai
sitāra ban ke vo palkoñ pe jhilmilā.egī
isī tarah vo ga.ī hai
udaas lamhoñ meñ
mujhe yaqīñ hai ki vo lauT kar na aa.egī
sitare jis tarah bujhte hain
chand raaton mein
hawaen jaise guzarti hain sarsaraati hui
charagh-e-aKHir-e-shab jaise TimTimata hai
sitara ban ke wo palkon pe jhilmilaegi
isi tarah wo gai hai
udas lamhon mein
mujhe yaqin hai ki wo lauT kar na aaegi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.