uljhan
na sūraj būḌhā hotā hai
na chāñd purānā lagtā hai
āsmān ke saare taare
aaj bhī
nanhe bachchoñ jaise lagte haiñ
in kī umr kahāñ Thahrī hai
na suraj buDha hota hai
na chand purana lagta hai
aasman ke sare tare
aaj bhi
nanhe bachchon jaise lagte hain
in ki umr kahan Thahri hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.