use kahna
ḳhizāñ ke zard pattoñ kā
koī saaya nahīñ hotā
bahut be-mol ho kar jab
zamīñ par aan girte haiñ
to yaḳh-basta havā.eñ bhī
unhī ko zaḳhm detī haiñ
use kahnā
ki mujh ko bhuul kar be-mol na karnā
KHizan ke zard patton ka
koi saya nahin hota
bahut be-mol ho kar jab
zamin par aan girte hain
to yaKH-basta hawaen bhi
unhi ko zaKHm deti hain
use kahna
ki mujh ko bhul kar be-mol na karna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.