Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wajud ki shanaKHt

Ghayas Mateen

wajud ki shanaKHt

Ghayas Mateen

MORE BYGhayas Mateen

    idhar aao

    zarā aur qarīb

    zarā aur

    ab mere TukḌe sameT kar

    le jaao

    aur un logoñ meñ baañT denā

    jo ye samajhte the

    ki itnī bulandī se girne par

    maiñ

    baaqī nahīñ rahūñgā

    idhar aao

    zara aur qarib

    zara aur

    ab mere TukDe sameT kar

    le jao

    aur un logon mein banT dena

    jo ye samajhte the

    ki itni bulandi se girne par

    main

    baqi hi nahin rahunga

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now