wajud
zindagī kī saarī ghaḌiyāñ
vaqt ke gandum ke ḳhoshoñ kī hoñ jaise
vaqt kī khetī meñ hai aarzī un kā vajūd
zindagānī kī darāñtī kaaT detī hai unheñ
vaqt se pahle vo phir ugtī nahīñ
aarzī lamha hai
vaqt ke is khet meñ
fasl kaT chukne pe jaise sabza lahrātā nahīñ
zindagi ki sari ghaDiyan
waqt ke gandum ke KHoshon ki hon jaise
waqt ki kheti mein hai aarzi un ka wajud
zindagani ki daranti kaT deti hai unhen
waqt se pahle wo phir ugti nahin
aarzi lamha hai
waqt ke is khet mein
fasl kaT chukne pe jaise sabza lahraata nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.