Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt ke qadam

Akhtar Bastavi

waqt ke qadam

Akhtar Bastavi

MORE BYAkhtar Bastavi

    jin ke phere the khañDar meñ in havāoñ ne kahā

    vaqt raftār anjām vīrānī hai kyoñ

    is pe bolī gard haiñ is mas.ale ke ruḳh ka.ī

    ik yahī pahlū bhalā vaj.h-e-pareshānī hai kyoñ

    mere baare meñ bhī socho vaqt Thahre chale

    qā.em-o-dā.em hamesha merī yaksānī hai kyoñ

    jin ke phere the khanDar mein in hawaon ne kaha

    waqt ki raftar ka anjam virani hai kyon

    is pe boli gard hain is masale ke ruKH kai

    ek yahi pahlu bhala wajh-e-pareshani hai kyon

    mere bare mein bhi socho waqt Thahre ya chale

    qaem-o-daem hamesha meri yaksani hai kyon

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now