waqt ki qimat kya hai
kyoñ chehra dekhte haiñ log
hazāroñ meñ pahchānte haiñ log
chhuptā hai dil har kas-o-nā-kas se
kahte haiñ raushnī meñ aa
kahā huā sunā
sunā.eñ kis tarah
tāqat-e-guftār hai ab
na alfāz kā vo sahar
hausla jiine kā
na aarzū maut kī
dorāhe pe khaḌī
pūchhtī hai zindagī
vaqt kī qīmat kyā hai
kyon chehra dekhte hain log
hazaron mein pahchante hain log
chhupta hai dil har kas-o-na-kas se
kahte hain raushni mein aa
kaha hua suna
sunaen kis tarah
taqat-e-guftar hai ab
na alfaz ka wo sahar
hausla jine ka
na aarzu maut ki
dorahe pe khaDi
puchhti hai zindagi
waqt ki qimat kya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.