wirsa
aao phir aaj ham
apne sāthī ke marne kā ġham bhuul kar
chand lamhe jiyeñ
ye darīda qabā.eñ siyeñ
aur phir
apne marne kī taiyyāriyoñ meñ lageñ
aane vāloñ kī ḳhātir yahāñ
kuchh na kuchh chhoḌ jaa.eñ
aao phir aaj hum
apne sathi ke marne ka gham bhul kar
chand lamhe jiyen
ye darida qabaen siyen
aur phir
apne marne ki taiyyariyon mein lagen
aane walon ki KHatir yahan
kuchh na kuchh chhoD jaen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.