Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wo chandar

Ghalib Ahmad

wo chandar

Ghalib Ahmad

MORE BYGhalib Ahmad

    us ke chāroñ or gulābī phuul khile

    vo chandar kyoñ piile phuul meñ har dam khoyā rahtā hai

    piile zahr bhare rangoñ se bāhar nikle

    kabhī to un phūloñ se āñkheñ chaar kare

    apne aap se paar guzar kar

    ḳhud se ḳhud inkār kare

    un phūloñ se pyaar kare

    us ke chāroñ or gulābī phuul khile

    us ke chaaron or gulabi phul khile

    wo chandar kyon pile phul mein har dam khoya rahta hai

    pile zahr bhare rangon se bahar nikle

    kabhi to un phulon se aankhen chaar kare

    apne aap se par guzar kar

    KHud se KHud inkar kare

    un phulon se pyar kare

    us ke chaaron or gulabi phul khile

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now