Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad rah jaane ki koshish

Mubashshir Ali Zaidi

yaad rah jaane ki koshish

Mubashshir Ali Zaidi

MORE BYMubashshir Ali Zaidi

    lāpatā ho jaane vāloñ ke naam

    kyuuñ na ham bhī ek nazm kaheñ

    un ke liye koī giit gaa.eñ

    sau lafzoñ kahānī likheñ

    un ke saath banā.ī huī

    selfī facebōk par lagā.eñ

    taaki lāpatā ho jaane ke ba.ad

    ham dūsroñ ko yaad raheñ

    lapata ho jaane walon ke nam

    kyun na hum bhi ek nazm kahen

    ya un ke liye koi git gaen

    ya sau lafzon ki kahani likhen

    ya un ke sath banai hui

    selfi facebook par lagaen

    taki lapata ho jaane ke baad

    hum dusron ko yaad rahen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now