yaktaraf
tere milāp kā amal
bilkul aisā hai
jaise dariyā kā paanī
kināre ko chhue aur
vāpas lauT jaa.e
kyūñki
is duniyā meñ
koī mu'āhida
chāhe vo jismānī hī kyoñ na ho hamesha ke liye
kahāñ takmīl paatā hai
kahāñ virāsat ban saktā hai
ye pesh-qadmī zāhir hai ki
bahut sāl-ḳhūrda hai
tere milap ka amal
bilkul aisa hai
jaise dariya ka pani
kinare ko chhue aur
wapas lauT jae
kyunki
is duniya mein
koi mu'ahida
chahe wo jismani hi kyon na ho hamesha ke liye
kahan takmil pata hai
kahan wirasat ban sakta hai
ye pesh-qadmi zahir hai ki
bahut sal-KHurda hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.