Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaisa sath hai

Zulfeqar Ahmad

ye kaisa sath hai

Zulfeqar Ahmad

MORE BYZulfeqar Ahmad

    tire bāloñ meñ koī phuul nahīñ

    mire hāthoñ meñ koī sham.a nahīñ

    tire hoñToñ pe koī harf nahīñ

    mirī āñkhoñ meñ koī ḳhvāb nahīñ

    maiñ bhī huuñ safar meñ

    tum bhī ho

    ye kaisā saath

    tere baalon mein koi phul nahin

    mere hathon mein koi shama nahin

    tere honTon pe koi harf nahin

    meri aankhon mein koi KHwab nahin

    main bhi hun safar mein

    tum bhi ho

    ye kaisa sath

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now