zahr-muhra
jāñ-balab huuñ
darūn-e-zāt kaalā paḌ gayā huuñ
pyaas shiddat kī hai
siine meñ jalan āñkhoñ pe sūjan hai
gaañv jab bhī jā.iyegā
daadī ammāñ ko batā kar merī ḳhātir
zahr-muhra lā.iyegā
maiñ ne ḳhud ko Das liyā hai
jaan-balab hun
darun-e-zat kala paD gaya hun
pyas shiddat ki hai
sine mein jalan aankhon pe sujan hai
ganw jab bhi jaiyega
dadi amman ko bata kar meri KHatir
zahr-muhra laiyega
main ne KHud ko Das liya hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.