zara si der mein
zarā sī der lagtī hai
zarā sī der meñ yuuñ saarā manzar
ek dam tabdīl hotā hai
bikhar jaate haiñ saare ḳhvāb
jaise taash ke patte
khanakte qahqahe tabdīl ho jaate haiñ aahoñ meñ
zarā sī der meñ yuuñ saarā manzar
ek dam tabdīl hotā hai
zara si der lagti hai
zara si der mein yun sara manzar
ek dam tabdil hota hai
bikhar jate hain sare KHwab
jaise tash ke patte
khanakte qahqahe tabdil ho jate hain aahon mein
zara si der mein yun sara manzar
ek dam tabdil hota hai
- Book : Udas Lamhon Ke Mausam (Poetry) (Pg. 27)
- Author : Farooq Bakhshi
- Publication : Modern Publishing House (2003)
- Edition : 2003
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.