zina bil-jabr
confucius ne kahā thā
ho na chhuTkārā zinā bil-jabr se to
haar maano
leT jaao
lutf uThāo aur use maqsūm jaano
aur gāñdhī ne kahā hai
aisī mushkil pesh aa jaa.e to fauran
kaaT lo apnī zabāñ ko
aur nafas ko rok lo hattā ki dam jaa.e nikal aur ho rihā.ī
kis ko samjheñ kis kī māneñ
confucius ne kaha tha
ho na chhuTkara zina bil-jabr se to
haar mano
leT jao
lutf uThao aur use maqsum jaano
aur gandhi ne kaha hai
aisi mushkil pesh aa jae to fauran
kaT lo apni zaban ko
aur nafas ko rok lo hatta ki dam jae nikal aur ho rihai
kis ko samjhen kis ki manen
- Book : Tahreek Silver Jubilee Number (Pg. 194)
- Author : Gopal Mittal, Makhmoor Saeedi, Prem Gopal Mittal
- Publication : Monthly Tahreek, 9, Ansari Market, Daryaganj, New Delhi-110002 (4,5,6,7,Edition July, Aug., Sep. Oct. 1978,Volume No. 26)
- Edition : 4,5,6,7,Edition July, Aug., Sep. Oct. 1978,Volume No. 26
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.