Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi

MORE BYBasheer Ahmad Shad

    zindagī ḳhvāb nahīñ

    naqsh-bar-āb nahīñ

    soch dariyā hai

    amal sahrā hai

    vasl ruup hai

    hijr dhuup hai

    yaar nishānī hai

    pyaar kahānī hai

    dard ḳhushbū hai

    ik sulagtī aarzū hai

    zindagī shaam bhī hai

    shām-e-be-nām bhī hai

    zindagi KHwab nahin

    naqsh-bar-ab nahin

    soch ka dariya hai

    amal ka sahra hai

    wasl ka rup hai

    hijr ki dhup hai

    yar ki nishani hai

    pyar ki kahani hai

    dard ki KHushbu hai

    ek sulagti aarzu hai

    zindagi sham bhi hai

    sham-e-be-nam bhi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now