aKHbar
dūr-darāz ke roz-o-shab kī jhalak dikhātā aayā
desh bidesh meñ kyā kuchh guzrā is ne hameñ batāyā
qīmat mā'mūlī sī lekin qāmat meñ hai bhārī
har sho’ba-e-hayāt kā is ne ham ko ruup dikhāyā
dur-daraaz ke roz-o-shab ki jhalak dikhata aaya
desh bidesh mein kya kuchh guzra is ne hamein bataya
qimat ma'muli si lekin qamat mein hai bhaari
har sho’ba-e-hayat ka is ne hum ko rup dikhaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.