Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aafreen Faheem Aafi's Photo'

Aafreen Faheem Aafi

1998 | Lucknow, India

Aafreen Faheem Aafi

Ghazal 9

Sher-o-Shayari 4

marne ke liye aa.e the ham dasht-e-balā meñ

jiine du'ā de gayā darvesh hameñ kyoñ

marne ke liye aae the hum dasht-e-bala mein

jine ki du'a de gaya darwesh hamein kyon

  • Share this

ārzū-e-dil-e-betāb mukammal kar de

ḳhvāhish-e-dīd-e-sanam chashm meñ bal khātī hai

aarzu-e-dil-e-betab mukammal kar de

KHwahish-e-did-e-sanam chashm mein bal khati hai

  • Share this

ye aur baat musalsal harā rahā lekin

daraḳht-e-dil pe kabhī mausamī samar na lage

ye aur baat musalsal hara raha lekin

daraKHt-e-dil pe kabhi mausami samar na lage

  • Share this

dil lutf-e-intizār ummīd-vār thā

vo dastyāb ho gayā tāḳhīr ke baġhair

dil lutf-e-intizar ka ummid-war tha

wo dastyab ho gaya taKHir ke baghair

  • Share this

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now