aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1914 - 1997 | Delhi, India
bahut dublī bahut patlī hayātī hotī jaatī hai
chapātī rafta rafta kāġhzātī hotī jaatī hai
bahut dubli bahut patli hayati hoti jati hai
chapati rafta rafta kaghzati hoti jati hai
milī hai hukmrānī des kī jab pārsāoñ ko
to apnī qaum kyuuñ phir vārdātī hotī jaatī hai
mili hai hukmrani des ki jab parsaon ko
to apni qaum kyun phir wardati hoti jati hai
abhī to tujhe ek pheñTī lagī hai
abhī to tire imtihāñ aur bhī haiñ
abhi to tujhe ek phenTi lagi hai
abhi to tere imtihan aur bhi hain
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books