Abul Kalam Azad
Article 4
Sher-o-Shayari 2
be-ḳhud bhī haiñ hoshiyār bhī haiñ dekhne vaale
in mast nigāhoñ kī adā aur hī kuchh hai
be-KHud bhi hain hoshiyar bhi hain dekhne wale
in mast nigahon ki ada aur hi kuchh hai
-
Share this
- See Ghazal
koī nālāñ koī giryāñ koī bismil ho gayā
us ke uThte hī digar-gūñ rañg-e-mahfil ho gayā
koi nalan koi giryan koi bismil ho gaya
us ke uThte hi digar-gun rang-e-mahfil ho gaya
-
Share this
- See Ghazal
Ghazal 3
BOOKS 488
Image Shayari 1
in shoKH hasiino.n kii adaa aur hii kuchh hai aur in kii adaa.o.n me.n mazaa aur hii kuchh hai ye dil hai magar dil me.n basaa aur hii kuchh hai dil aa.iina hai jalva-numaa aur hii kuchh hai ham aap kii mahfil me.n na aane ko na aate kuchh aur hii samjhe the hu.aa aur hii kuchh hai be-KHud bhii hai.n hoshiyaar bhii hai.n dekhne vaale in mast nigaaho.n kii adaa aur hii kuchh hai 'aazaad' huu.n aur gesu-e-pechaa.n me.n giraftaar kah do mujhe kyaa tum ne sunaa aur hii kuchh hai