Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ahmad Sageer's Photo'

Ahmad Sageer

1990 | Lucknow, India

One of the young poets, expressing contemporary issues in a beautiful style of ghazal, enriched by tradition

One of the young poets, expressing contemporary issues in a beautiful style of ghazal, enriched by tradition

Ahmad Sageer

Ghazal 30

Sher-o-Shayari 31

ḳhudā-yā apne kun laaj rakh le

tirā shahkār zaa.e' ho rahā hai

KHuda-ya apne kun ki laj rakh le

tera shahkar zae' ho raha hai

  • Share this

qum-be-iznil-ishq se dil zinda karegā

ye mujh se mohabbat ke masīhā ne kahā hai

qum-be-iznil-ishq se dil zinda karega

ye mujh se mohabbat ke masiha ne kaha hai

ai rabb-e-zuleḳhā-o-ḳhudā-e-abū-yūsuf

ik husn ke maare hue do hijr-zada dekh

ai rabb-e-zuleKHa-o-KHuda-e-abu-yusuf

ek husn ke mare hue do hijr-zada dekh

hukm-e-sultān tā'mīl tumhāre liye hai

maiñ nahīñ rahā chāho to ye sar le jaao

hukm-e-sultan ki ta'mil tumhaare liye hai

main nahin ja raha chaho to ye sar le jao

  • Share this

kaisī 'ajīb hai ye mohabbat zindagī

do pattharoñ meñ jaan paḌī aur mar ga.e

kaisi 'ajib hai ye mohabbat ki zindagi

do pattharon mein jaan paDi aur mar gae

  • Share this

Nasri Nazm 1

 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Speak Now