Sher of Ali Sarmad
kitnā chālāk hai vo yār-e-sitamgar dekho
us ne tohfe meñ ghaḌī dī hai magar vaqt nahīñ
kitna chaalak hai wo yar-e-sitamgar dekho
us ne tohfe mein ghaDi di hai magar waqt nahin
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere