Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Amit Goswami's Photo'

Amit Goswami

1971 | Bikaner, India

Amit Goswami

Ghazal 45

Nazm 11

Sher-o-Shayari 13

maiñ ne chāhā hai jise yuuñ to mukammal hai magar

ik kamī hai ki use urdu nahīñ aatī hai

main ne chaha hai jise yun to mukammal hai magar

ek kami hai ki use urdu nahin aati hai

  • Share this

tujh se jab guftugū nahīñ hotī

ḳhud se terī baat kartā huuñ

tujh se jab guftugu nahin hoti

KHud se teri hi baat karta hun

  • Share this

tum ko hāthoñ lakīroñ meñ nahīñ likh paayā

is liye ġhazloñ meñ likh kar talāfī kar

tum ko hathon ki lakiron mein nahin likh paya

is liye ghazlon mein likh kar hi talafi kar li

  • Share this

ab vo nahīñ hai phir bhī daftar se sīdhā ghar aatā huuñ

Dar lagtā hai der huī to maañ mujh ko phir DañTegī

ab wo nahin hai phir bhi daftar se sidha ghar aata hun

Dar lagta hai der hui to man mujh ko phir DanTegi

  • Share this

kisī naam tere naam se mansūb hai varna

maiñ tere naam tattō kalā.ī meñ banā letā

kisi ka nam tere nam se mansub hai warna

main tere nam ka tattoo kalai mein bana leta

  • Share this

Qita 4

 

More Poets From "Bikaner"

 

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now