Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Anees Ashfaq's Photo'

Anees Ashfaq

1955 | Lucknow, India

Well-known fiction writer, poet and critic; wrote novels in the backdrop of Lucknow’s cultural life

Well-known fiction writer, poet and critic; wrote novels in the backdrop of Lucknow’s cultural life

Anees Ashfaq

Sher-o-Shayari 12

is pe hairāñ haiñ ḳharīdār ki qīmat hai bahut

mere gauhar tab-o-tāb nahīñ dekhte haiñ

is pe hairan hain KHaridar ki qimat hai bahut

mere gauhar ki tab-o-tab nahin dekhte hain

ye ḳhāna hamesha se vīrān hai

kahāñ koī dil ke makāñ meñ rahā

ye KHana hamesha se viran hai

kahan koi dil ke makan mein raha

dekhā hai kisī āhū-e-ḳhush-chashm ko us ne

āñkhoñ meñ bahut us chamak aa.ī huī hai

dekha hai kisi aahu-e-KHush-chashm ko us ne

aankhon mein bahut us ki chamak aai hui hai

ham tere āsmān meñ ai harf-e-e'tibār

uḌnā to chāhte haiñ magar par kahāñ se laa.eñ

hum tere aasman mein ai harf-e-e'tibar

uDna to chahte hain magar par kahan se laen

  • Share this

dastak pe ab gharoñ se koī boltā nahīñ

pahle ye shahr shahr-e-'adam-raftagāñ na thā

dastak pe ab gharon se koi bolta nahin

pahle ye shahr shahr-e-'adam-raftagan na tha

  • Share this

Ghazal 29

Nazm 1

 

BOOKS 23

Videos 5

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Anees Ashfaq

Anees Ashfaq

hamesha kisi imtihan me raha

Anees Ashfaq

kab ishq me yaaro ki pazirai hui hai

Anees Ashfaq

ru e gul chehra e mahtaab nahi dekhte hain

Anees Ashfaq

Audios 3

hamesha kisii imtihaa.n me.n rahaa

kab ishq me.n yaaro.n kii paziiraa.ii hu.ii hai

ruu-e-gul chehra-e-mahtaab nahii.n dekhte hai.n

Recitation

 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now