aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1980 | Rawalpindi, Pakistan
dekhe na faqīrī ko koī shak se hamārī
dīvār meñ dar bantā hai dastak se hamārī
dekhe na faqiri ko koi shak se hamari
diwar mein dar banta hai dastak se hamari
zavāl-e-umr meñ kā'be kī aarzū kaisī
'aqīl' raat ga.e kyā kisī ke ghar jaanā
zawal-e-umr mein ka'be ki aarzu kaisi
'aqil' raat gae kya kisi ke ghar jaana
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books