Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Arshad Kakvi's Photo'

Arshad Kakvi

1930 - 1963 | Patna, India

Arshad Kakvi

Ghazal 3

 

Sher-o-Shayari 2

jaane shab ko kyā sūjhī thī rindoñ ko samjhāne aa.e

subah ko saare mai-kash un ko masjid tak pahuñchāne aa.e

jaane shab ko kya sujhi thi rindon ko samjhane aae

subah ko sare mai-kash un ko masjid tak pahunchane aae

  • Share this

na hañsne de na rone de na jiine de na marne de

isī ko istilāhan ham zamāna kahte aa.e haiñ

na hansne de na rone de na jine de na marne de

isi ko istilahan hum zamana kahte aae hain

  • Share this
 

BOOKS 9

 

More Poets From "Patna"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now