Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Arshad Siddiqui's Photo'

Arshad Siddiqui

1923 - 2003 | Bhopal, India

A disciple of Seemab akbaradbadi, also popular in mushairas

A disciple of Seemab akbaradbadi, also popular in mushairas

Sher of Arshad Siddiqui

ho intizār kisī magar mirī nazreñ

na jaane kyuuñ tirī aamad raah taktī haiñ

ho intizar kisi ka magar meri nazren

na jaane kyun teri aamad ki rah takti hain

hameñ miT ke bhī ye hasrat ki bhaTakte us galī meñ

vo haiñ kaise log rab jo qayām chāhte haiñ

hamein miT ke bhi ye hasrat ki bhaTakte us gali mein

wo hain kaise log ya rab jo qayam chahte hain

fazā hai tiira o tārīk aur us ḳhayāl

na jaane kaun duniyā meñ ke soyā hai

faza hai tera o tarik aur us ka KHayal

na jaane kaun si duniya mein ja ke soya hai

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now