aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1972 | Sargodha, Pakistan
ham bhī 'ġhālib' kī tarah kūcha-e-jānāñ se 'asad'
na nikalte to kisī roz nikāle jaate
hum bhi 'ghaalib' ki tarah kucha-e-jaanan se 'asad'
na nikalte to kisi roz nikale jate
ḳhud-baḳhud chhoḌ ga.e haiñ to chalo Thiik huā
itne ahbāb kahāñ ham se sañbhāle jaate
KHud-baKHud chhoD gae hain to chalo Thik hua
itne ahbab kahan hum se sanbhaale jate
umr-bhar maañ kī nasīhat pe zamāne meñ 'asad'
fātima-zehrā ke bachchoñ se vafādārī kī
umr-bhar man ki nasihat pe zamane mein 'asad'
fatima-zehra ke bachchon se wafadari ki
aaj dekhā hai use jaate hue raste meñ
aaj us shaḳhs kī tasvīr utārī maiñ ne
aaj dekha hai use jate hue raste mein
aaj us shaKHs ki taswir utari main ne
is mohabbat ne hameñ joḌ diyā aapas meñ
varna ham donoñ kā ik jaisā aqīda to na thā
is mohabbat ne hamein joD diya aapas mein
warna hum donon ka ek jaisa aqida to na tha
Bada-e-Gul Rang
2024
Ek Gali Shahar Mein Thi
2021
Ghulam Mohammad Dard Tun Imtiyaz Ali Gauhar Tak
Kahan Milo Ge
2020
Mauj-e-Alqama
Muzaffar Warsi Se Muzaffar Ahmad Muzaffar Tak
Na Is Tarah Se Milo
2008
Use Ye Kahna
2018
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books