Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ashok Sahil's Photo'

Ashok Sahil

1955 | Muzaffarnagar, India

Ashok Sahil

Ghazal 2

 

Sher-o-Shayari 3

urdu ke chand lafz haiñ jab se zabān par

tahzīb mehrbāñ hai mire ḳhāndān par

urdu ke chand lafz hain jab se zaban par

tahzib mehrban hai mere KHandan par

  • Share this

dil bastī meñ ujālā ujālā hotā

kaash tum ne bhī kisī dard ko paalā hotā

dil ki basti mein ujala hi ujala hota

kash tum ne bhi kisi dard ko pala hota

  • Share this

tere sivā kisī se ta'alluq na thā mujhe

lekin tamām shahr ne rusvā kiyā mujhe

TRANSLATION

No relation I had with anyone, except thee,

Still the entire city had maligned me.

Sagar Akbarabadi

tere siwa kisi se ta'alluq na tha mujhe

lekin tamam shahr ne ruswa kiya mujhe

TRANSLATION

No relation I had with anyone, except thee,

Still the entire city had maligned me.

Sagar Akbarabadi

  • Share this
 

Qita 1

 

Image Shayari 1

 

RELATED Poets

More Poets From "Muzaffarnagar"

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now