Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Asrar Zaidi

Sher of Asrar Zaidi

masrūf ham bhī anjuman-ārā.iyoñ meñ the

ghar jal rahā thā log tamāshā.iyoñ meñ the

masruf hum bhi anjuman-araiyon mein the

ghar jal raha tha log tamashaiyon mein the

ye saal tūl-e-masāfat se chuur chuur gayā

ye ek saal to guzrā hai ik sadī tarah

ye sal tul-e-masafat se chur chur gaya

ye ek sal to guzra hai ek sadi ki tarah

sulag rahā huuñ ḳhud apnī aag meñ kab se

ye mashġhala to mire dard asaas na thā

sulag raha hun KHud apni hi aag mein kab se

ye mashghala to mere dard ki asas na tha

anjāne logoñ ko har chaltā phirtā dekh rahā huuñ

kaisī bhiiḌ hai phir bhī ḳhud ko tanhā tanhā dekh rahā huuñ

anjaane logon ko har su chalta phirta dekh raha hun

kaisi bhiD hai phir bhi KHud ko tanha tanha dekh raha hun

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now