Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Bashir Saifi's Photo'

Bashir Saifi

1948 - 2000 | Rawalpindi, Pakistan

Bashir Saifi

Ghazal 8

Sher-o-Shayari 3

tere naam taarā jaane kab dikhā.ī de

ik jhalak ḳhātir ham raat bhar Tahalte haiñ

tere nam ka tara jaane kab dikhai de

ek jhalak ki KHatir hum raat bhar Tahalte hain

gūñjūñgā tere zehn ke gumbad meñ rāt-din

jis ko na bhulā sake vo guftugū huuñ maiñ

gunjunga tere zehn ke gumbad mein raat-din

jis ko na tu bhula sake wo guftugu hun main

  • Share this

ḳhud apnī gahrā.ī meñ

āḳhir ko ġharqāb hue ham

KHud apni hi gahrai mein

aaKHir ko gharqab hue hum

 

BOOKS 1

 

More Poets From "Rawalpindi"

Recitation

Speak Now