Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Dinesh Kumar's Photo'

Dinesh Kumar

1977 | Kaithal, India

Dinesh Kumar

Ghazal 19

Sher-o-Shayari 22

dekho to kaam ek bhī ham ne kahāñ kiyā

pūchho to ek pal bhī fursat nahīñ rahī

dekho to kaam ek bhi hum ne kahan kiya

puchho to ek pal ki bhi fursat nahin rahi

  • Share this

jhuuT bolā to bach ga.ī gardan

haq bayānī fā.eda kyā thā

jhuT bola to bach gai gardan

haq bayani ka faeda kya tha

  • Share this

juḌā rahtā hai mamtā garbhnāl se vo

vajūd beTe maañ se judā nahīñ hotā

juDa hi rahta hai mamta ki garbhnal se wo

wajud beTe ka man se juda nahin hota

  • Share this

kar ke tārīf vo mirī jhūTī

zahr dhīmā chaTā gayā hai mujhe

kar ke tarif wo meri jhuTi

zahr dhima chaTa gaya hai mujhe

  • Share this

marāsim barf meñ dabne na paa.eñ

qarīb aao december aa rahā hai

marasim barf mein dabne na paen

qarib aao december aa raha hai

  • Share this

BOOKS 1

 

More Poets From "Kaithal"

 

Recitation

Speak Now